Welcome

Apne chehre se jo zahir hai
chupayen kaise

Teri marzi ke mutabiq nazar aayen
kaise
♥

Ghar sajane ka tasawwur to bohot
baad ka hai

Pehle ye tai ho ke is ghar ko
bachayen kaise
♥

Kehqaha aankh ka bartaau badal
deta hai

Hansne wale tujhe aansoo nzar
aaye kaise
♥

Koi apni hi nazar se to hamen
dekhega

Ek qatre ko samandar nzar aaye
kaise

×---------×------------×--------------------×--------------×

आये हो आँखों में तो कुछ देर तो ठहर जाओ,

एक उम्र लग जाती है एक ख्वाब सजाने में...
----------×---------×-------×---------×--------------×-----
कितना ‪खुशनुमा‬ होगा वो मेरी ‪मौत‬ का ‎मंजर‬ भी,
जब ठुकराने‬ वाले मुझे फिर से पाने‬ के लिये आंसू‬ बहायेंगे !!!

Comments

Popular posts from this blog

मतलबी दुनिया